Tuesday, August 21, 2018

।khat!ख़त।

ye aakhri khat tha mera kisi k liye.
kyu majboor karu kisi ko kisi k liye.
jaan lena k nahi hai unmein ab wo khushi mere liye.
to chod kyu nahi deta unko unki khushi k liye.

shabdon k jaal mein main sab ko ghumata hu.
shayad logo ko lage hai  main unko uksaata hu.
dekar gum apne dil ke unko sataata hun.
pyaar mera lage kisi ko paagaley ki nishaani
to kyu main unse door jaane se katraata hu.

main kehta bhi rahu fir bhi na yakeen hoga.
izzat hogi , maan ,satkaar hoga par pyaar na hoga.
hona hoga to dil se hoga , u khamoshi se bus aagaaz na hoga.

din bhar yahi socha k ab gale laga lu apni khushi ko.
shayad kisi baat ka intzzar ho meri rooh ko.
shaam dhale, chaley jaise dil jaley
in toote jameer ko liye
ab shikayat na rahe kisi se , ye khwaab liye , gungunaate chal diye.
(v21)

यह आखरी ख़त था मेरा किसी के लिए
क्यों मजबूर करू किसी को किसी के लिए
यह जान लेना के नही है उनमें अब वो ख़ुशी मेरे लिए
तो छोड़ क्यों नही देता में उनको उनकी खुशी के लिए

लगता है लोगों को कि
मैं अपने शब्दों के जाल में मैं सब को घुमाता हूँ
शायद लोगों को लगे है मैं उनको उकसाता हूँ
देकर गम अपने दिल के उनको सताता हूँ
प्यार मेरा लगे किसी को पगले की निशानी
फिर क्यों मैं उनसे दूर जाने से कतराता हूँ

में कहता भी रहूं फिर भी न यकीन होगा
इज्जत होगी ,मान और सत्कार होगा पर प्यार न होगा
होना हो तो दिल से ,यु खामोशी से आगाज़ न होगा

दिनभर यही सोच अब गले लगा लू अपनी ख़ुशी को
शायद किसी बात का इंतज़ार हो मेरी रूह को
शाम ढले , चले जैसे दिल जले,इन टूटे जमीर को लिए
अब शिकायत न रहे किसी से यह ख्वाब लिए
बस यूं ही गुनगुनाते हुए चल दिये
(v21)

Friday, August 17, 2018

Ehsaan kis baat ka

ehsaan kis baat ka
yu hi samjh raha har zajbaat ko
insaan ki chalaaki be baak c
u dil pe laga raha kisko

chod duniyan k har rasmo riwaaz
kar do har  mumkin kaam
na chin jaaye ye pal de baghwaan sabko.

ehsaan jo jaan ban kare har kaam naakaam
dil pe chot lage har din sog
ke bekhabar is raah pe chalna hai kisko.

kaisi lagi ye baat jo har baat kare naam
bin khud k ho jaaye ye anzaam
be naam



Maala ka moti

maala ka moti jo bikhar jaaye
usko wahi jaghah milne me mushkil ho jati hai.
kis ka hona kya hona mukaddar ki baat hai
dil toot jaaye to judne mein mushkil ho jati hai.

kehte hai seedhi lakeer ko pehchaano to tedi nazar aati hai
nazar seedhi kar le to dekhne me mushkil ho jaati hai.

dekhne ka nazariya hai insaan ka
kabhi paheli bhoojne mein bhi mushkil ho jaati hai.

daaman par lage daag dhul to jarur jaate hai
par unse dil pe lage nishaan dhulne mein mushkil jarur ho jaati hai.
aye dost dosti ka waasta dosti mein u imtehaan na le
saafayi dete dete bahut mushkil ho jaati hai. (v21)

pyaar te satkaar

langhya sama na waapis aanda kyu supne di gal karda , apna aj saawro ehi ardaas karda evein mitti nahi karida kise de ehsaana nu na kad...