Saturday, September 15, 2018

shikast

kaise kya mila hai insaan ko
milta hai bus usko dhokha
roka par na liya dusra mauka

likhu main kise liye jiska ho door basera
luta kar sub kuch wo hua na kabi mera
kabhi chupa hona ,kabhi miita hona
do rang ka sapna, jo ho na kabhi pura

de de mujhe is jaal se chutkaara
chodo naatak bus ab ye dil hara
ab maine jaana no hai wo mera
dil k zhakam ko ab kyu kureda

dil ki baazi haar , har baazi mein fatkaar
gum ko galey laga , dard ko chupa
fir raah mein jaane se no hogi dikkat
fir nah hogi kisi pariksha mein shikast.

No comments:

Post a Comment

pyaar te satkaar

langhya sama na waapis aanda kyu supne di gal karda , apna aj saawro ehi ardaas karda evein mitti nahi karida kise de ehsaana nu na kad...